Door Na Ja

 Door Na Ja
Hr pal bs tere didar k liye khada rhta tha,tu aati thi,muskurati thi,chali jati thi. . . . .main itne me hi khush tha.

Ni janta kb tujhse pyar kar baitha,ni janta kb tujhe ye dil de baitha,
Ijhaar-e-ishq kiya tujhse,tu muskurai aur chali gyi,main teri muskan ko pyar smjh baitha,
kyu ki mujhse itni nafrt ki khud mujhe khud se nafrat ho gyi,

kya pta tha teri muskan to ak chalawa h,
jisme na jane kitne doob gye,na jane kitne doobenge,
mujhe kya maalum tha,krta tha jise main pyar,krti thi wo kisi aur se pyar.
ak pal me hi choor-2 ho gya ye dil mera,na jane kitne tukade hue dil k mere,kuch bikhr gye,kuch na jane kaha kho gye,
dil k un tukado ko main uthata rha.. . wo uthar khadi muskurati rahi. . . muskurati rahi. . .
kyu ki mujhse itni nafrt ki khud mujhe khud se nafrat ho gayi,

aaj bhi tune mera sath na chora,jise b apnana chaha,usme teri hi jhalak dikhi,
aaj b bikhar jata h dil mera jara si chot se,
aaj b kuch tukade na jane kaha kho jate h,jo bachte h unhe smbhal leta hu,
tu door h aaj mujhse par teri wo katil muskan aaj b mere sath h,fark sirf itna hai. . .
tb tu muskurati thi,aaj main muskurata hu. . .
kyu ki mujhse itni nafrt ki khud mujhe khud se nafrat ho gyi, :'( —

Tags :

No comments:

Post a Comment