AUR HO

AUR HO
..
Meri bebasi ka bayaan hai ...
bas chal raha na iss ghadi
Meri bebasi ka bayaan hai ...
bas chal raha na iss ghadi
Ras hasrat ka nichor doon
Kas baahon mein aa tor doon
Chaahoon kya jaanu naa
Cheen loon chhor doon
Iss lamhe kya kar jaaun ...
Iss lamhe kya kar jaaun ...
Iss lamhe kya kar doon mein jo mujhe chain mile aaraam mile
Aur ho.. Aur ho
Saans ka shor ho aanch ki aur badhe
Aur ho.. Aur ho
Saans ka shor ho taap ki aur chadhe
Aur ho.. Aur ho
Aur mile hum aur bhi jal jaayen
Tujhe pehli baar main milta hoon, har dafaa ...
Meri bebasi ka bayaan hai ...
Tujhe chhen loon ya chhod doon
Tujhe maang loon yaa mod doon
Iss lamhe kya kar jaaun
Iss lamhe kya kar doon
Jo mujhe chain miley aaram mile
Aur ho.. Aur ho
Saans ka shor ho aanch ki aur badhe
Aur ho.. Aur ho
Saans ka shor ho taap ki aur chadhe
Aur ho.. Aur ho
Aur mile hum more bhi jal jaayein
le le le........
Jiya jiya...
Piya piya...
ye hey....
Main hasrat mein ek uljhi dor hua
Suljha de, ho ... ho.....
Main dastak hoon
Tu bandh kiwaaron sa
Khul ja re, ho ... ho ...
O bebasi mann mein basi
O, Jeete jeete jee le sapna


Aur ho.. aur ho
Saans ka shor ho aanch ki aur badhe
Aur ho.. aur ho
Saans ka shor ho taap ki aur chadhe
Aur ho.. aur ho
Aur mile hum more bhi jal jaaye


Ruke se naa rukey
Ye naa thakey
Aandhi si jo chale inn saanso ki
Pata bhi naa chale kahaan pe kya jaley
Hai darr se tann-mann ki seelan se
Hasrat ki sulgan se
Bhadke aur,
shola shola
Jale bujhe dhuaan dhuaan O
O dhuaan dhuaan
Lage mujhe dhuaan dhuaan O
Meri bebasi ka bayaan hai
Meri bebasi ka bayaan hai
Meri bebasi ka bayaan hai

Tags :

No comments:

Post a Comment